ज़िंदा थे जिसकी आस पर वो भी रुला गया
बंधन वफ़ा के तोड़ के सारे चला गया
खुद ही तो की थी उसने मुहब्बत की इब्तदा
हाथों में हाथ दे के खुद ही छुड़ा गया
कर दी जिसके लिए हमने तबाह ज़िन्दगी
उल्टा वो हमे बेवफा का इल्जाम दे गया
Zinda thi jiski aas pe Wo bhi rula gaya
Bandhan Wafa ke tood ke Sare chala gaya
Khud hi to ki thi usne MUHABBAT ki IBTADA
Hathon main hath de ke khud hi chuda gaya
Kardi jiske liye humne Tabah zindagi
Ulta wo BEWAFA ka ilzam de gaya…
क़तरा अब एहतजा करे भी तो किया मिले
दरिया जो लग रहे थे समंदर से जा मिले
हर शख्स दौड़ता है यहां भीड़ की तरफ
फिर यह भी चाहता है उसे रास्ता भी मिले
उस आरज़ू ने और तमाशा बन दिया मेरा
जो भी मिले हमारी तरफ देखता मिले
दुनिया को दूसरों की नज़र से न देखिये
चेहरे न पढ़ सके तो किताबों में किया मिले
Qatra ab ehtjaaj karey bhi to kiya miley
Darya jo lag rahe they samandar se ja miley
Har shakhs dodta hai yahaan bhid ki taraf
Phir yeh bhi chahta hai usay raasta miley
Us aarzu ne aur tamasha bana diya mera
Jo bhi miley hamaari taraf dekhta miley
Duniya ko doosron ki nazar se na dekhiye
Chehre na pad sakey to kitaabon mein kiya miley…
सोचा था के किसी से प्यार न करेंगे हम
बदल गया इरादा तुझे देखने के बाद
चैन से सो जाते थे हम सुहानी रातों में
नींदें उड़ गयी मेरी तुझे देखने के बाद
बहुत नाज़ था चाँद को अपनी चांदनी पर
छुप गया बादलोँ में वो भी तुझे देखने के बाद
क्यूँ करूं मैं रिश्ता तेरी ज़ात के साथ
उठ रहे है सवाल तुझे देखने के बाद
अपने चेहरे को छुपा के रखो खुदा के वास्ते
दिल हो जाता है बेकाबू तुझे देखने के बाद
Socha tha Ke kisi se Piyar Na karain gay hum
badal gaya Irada tujhe Dekhne ke baad
Chain se So jati The Main In Suhani Ratoon mein
Neendain Urh gayi Meri tujhe Dekhne ke Baad
Bahut Naaz tha Chand ko Apni Chandni Par
Chup gaya Badloun mein wo Bhi tujhe Dekhne Ke Baad
Kyon karo main rishta teri zaat ke sath
Uth Rahe hai Sawal tujhe Dekhne Ke Baad
Apne Chehre ko Chupa ke Rakho Khuda ke Wasty
Dil ho Jata hai Bekabu tujhe Dekhne ke Baad…
वो मेहँदी लगे हाथ दिखा के रोये
मैं किसी और की हूँ वो यह बता के रोये
मैं बोल कौन है वो खुशनसीब
वो मेहँदी से लिखा हुआ नाम दिखा के रोये
कहीं ग़म से फट न जाये जिगर मेरा
वो हँसते हँसते मुझे हँसा के रोये
दिल न टूटे उसका ग़म -ऐ -हिजर में
मैं भी रोया वो भी मेरी आँख से आँख मिला के रोये
उसने जाना जब मेरे रोने का सबब
अपने आंसू मेरी हथेली पे सजा के रोये
जब भी देखा उसे हँसते हुए देखा
वक़्त-ऐ-हिना हर ख़ुशी को वो भुला के रोये
दिल ने चाहा उसे जी भर के देख लू
वो मेरी आँखों की प्यास को बुझा के रोये
कभी कहती थी के मैं नहीं जी पाऊँगी तुम बिन
और आज फिर वो यह बात दोहरा के रोये
Wo Mehndi lage Hath Dikh Ke Roye
Main kisi or ki hooon Wo ye Btaa Ke Roye
Main bola kaun hai wo Khushnaseb
Wo mehndi se likha hua naam Dikha Ke Roye
Kahin gham se fat na jaye Jigar mera
Wo hanste hanste muje hansa Ke Roye
Dil na tote Uska Gham-ae-Hizar mein
Main Bhi roya Wo Bhi meri ankh se ankh Mila Ke Roye
Usne jana jab mere rone ka sabab
Apne Ansu meri hatheli pe Saja Ke Roye
Jb Bhi dekha Use hanste hue dekha
Waqt-ae-Hina har Khushi ko Wo Bhula Ke Roye
Dil ne chaha Use ji bhar Ke dekh loo
Wo meri ankhon ki Pyas ko Bujha Ke Roye
Kabi kehti thi Ke Main nahi ji paongi tum bin
Aur aj phir wo yeh Bat Dohra Ke Roye…