बड़ा अजीब सा ज़हर था उसकी यादों में
सारी उम्र गुज़र गयी मुझे मरते मरते
Bada Ajeeb sa Zehar tha uski Yaadon Mein
Saari Umar Guzar Gayi Mujhe Marte Marte!!!
अपने सिवा बताओ और कुछ मिला है तुम्हे फ़राज़ ‘
हज़ार बार ली है तुमने इस दिल की तलाशियाँ
Apne siwa Batao aur Kuch mila hai tumhe Faraz’
Hazaar baar Li hai tumne is dil ki Talaashiyaan…!
में बस इतना जानता हूँ के तेरे बगैर
ज़िंदगी “हयात ” नहीं और मौत “निजात ” नहीं
Mein Bas Itna Jaanta hoon Ke Tere Bagair
Zindgi Hayaat Nahi Aur Mout Nijaat Nahi
मैं उस के ख्याल से जाऊं तो कहाँ जाऊं ..
वो मेरी सोच के हर रस्ते पर नज़र आता है ..
Main us ke khayal se jaoon to kahan jaoon..
Wo meri soch ke har raste pay nazar aata hai..
ऐ सनम तेरे हिजर में न सफर के रहे न वतन के ,
गिरे टुकड़े दिल के कहीं न कफ़न के रहे न दफ़न के ..
Aye sanam tere hijar mein na safar ke rahe na watan ke,
Girey tukrre dil ke kahin na kafan ke rahe na dafan ke..