Zikra

Zikra Song Lyrics

Jisme tera zikra na ho
Woh main baat nahi kahta

Jisme tera zikra na ho
Woh main baat nahi kahta

Aajkal main din ko din
Raat ko raat nahi kahta
Aajkal main din ko din
Raat ko raat nahi kahta

Dil mein teri fikra na ho
Toh yeh saath nahi rahta

Bina tere main kitna tanha
Tuhi meri shamo subah
Aagar tu nahi toh jaan-e-jaan
Toh main hi phir hoon main kahan

Ishq ka tere itra na ho
Woh main baat nahi kahta
Aajkal main din ko din
Raat ko raat nahi kahta

Jisme tera zikra na ho
Woh main baat nahi kahta.

Leave a Reply

%d bloggers like this: